Wada kar lete hai nibhana bhul jaate hai,
lagakar aag bhujana bhul jaate hai,
ye to adat ho gayi ab unki roz ki,
Rulate hai or manana bhul jate hai.
Kaash samajhte wo is dil ki tadap ko,
To yu na hume ruswa kiya hota,
unka ye gussa bhi manzoor tha,
bas Ek bar hame samajh to liya hota.
Num Palko K Sang Muskrate H Hum,
Lamha Lamha Dil Ko Behlate H Hum,
Aap Dur Hai Humse To Kya Hua,
Apne Dhadkte DIL Me Apki Aahat Pate H Hum.
lagakar aag bhujana bhul jaate hai,
ye to adat ho gayi ab unki roz ki,
Rulate hai or manana bhul jate hai.
Kaash samajhte wo is dil ki tadap ko,
To yu na hume ruswa kiya hota,
unka ye gussa bhi manzoor tha,
bas Ek bar hame samajh to liya hota.
Num Palko K Sang Muskrate H Hum,
Lamha Lamha Dil Ko Behlate H Hum,
Aap Dur Hai Humse To Kya Hua,
Apne Dhadkte DIL Me Apki Aahat Pate H Hum.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.