Ek Parinde ka dard bhara fasana tha
tute the pank fir bhi udte hue jana tha
tufaan to jhel gaha par hua ek afsos
wohi daal tuti ped ki jispar uska ashiyana tha
Kuch to jite hai jannat ki tamnna lekar,
kuch tamannaye jina sikha deti ha,
Hum kis tamanna ke sahare jiye,
ye zindgi roz ek tamanna bada deti ha.
Zindagi ek abhilasha hai,
kya gazab iski paribhasha hai
zindagi kya hai mat pucho ae DOSTO
sawar gayi to dulhan aur bikhar gayi to tamasha hai..
tute the pank fir bhi udte hue jana tha
tufaan to jhel gaha par hua ek afsos
wohi daal tuti ped ki jispar uska ashiyana tha
Kuch to jite hai jannat ki tamnna lekar,
kuch tamannaye jina sikha deti ha,
Hum kis tamanna ke sahare jiye,
ye zindgi roz ek tamanna bada deti ha.
Zindagi ek abhilasha hai,
kya gazab iski paribhasha hai
zindagi kya hai mat pucho ae DOSTO
sawar gayi to dulhan aur bikhar gayi to tamasha hai..
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.