Chupha Lu Is Tarah Tuje Apni Baho Me,
Ki Hawa Bhi Guzarne Ki Izazat Mange,
Ho Jau Itna Madhosh Tere Pyar Me,
Ki Hosh Bhi Aane Ki Izazat Mange.
Parwa karne wale aksar rula jate hai,
Apna keh kar paraya kar jate hai,
Wafa jitni bhi karo koi fark ni padta,
Muje bhul na jana keh kar khud hi bhul jate hai.
Zindgi k mod pe kaisa waqt aaya Hai,
Ruk gayi sanse aur dil ghabraya Hai,
Har kisi ka akelapan dur kiya maine,
Or ab Khud ko kitna akela paya Hai.
Ki Hawa Bhi Guzarne Ki Izazat Mange,
Ho Jau Itna Madhosh Tere Pyar Me,
Ki Hosh Bhi Aane Ki Izazat Mange.
Parwa karne wale aksar rula jate hai,
Apna keh kar paraya kar jate hai,
Wafa jitni bhi karo koi fark ni padta,
Muje bhul na jana keh kar khud hi bhul jate hai.
Zindgi k mod pe kaisa waqt aaya Hai,
Ruk gayi sanse aur dil ghabraya Hai,
Har kisi ka akelapan dur kiya maine,
Or ab Khud ko kitna akela paya Hai.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.