Ek bachpan ka zamana tha.
Khushiyo ka khazana tha.
Chahat chand ko pane ki,
Dil titli ka diwana tha.
Khabr na thi kbi subah ki aur,
Na hi sham ka thikana tha.
Thak haar k school se aana tha,
Par khelne b jana tha.
Dadi ki kahani thi,
Pariyo ka afsana tha.
Baris me kagaz ki kasti thi,
Har mousam suhana tha.
Har khel me sathi tha,
Har rishta nibhana tha.
Gam ki zuban na hoti thi,
Na hi zakhmo ka paimana tha.
Rone ki Wajah na thi,
Nahi hasne ka bahana tha.
Ab nahi rahi wo zindgi,
Jaisa bachpan ka zamana tha.
Khushiyo ka khazana tha.
Chahat chand ko pane ki,
Dil titli ka diwana tha.
Khabr na thi kbi subah ki aur,
Na hi sham ka thikana tha.
Thak haar k school se aana tha,
Par khelne b jana tha.
Dadi ki kahani thi,
Pariyo ka afsana tha.
Baris me kagaz ki kasti thi,
Har mousam suhana tha.
Har khel me sathi tha,
Har rishta nibhana tha.
Gam ki zuban na hoti thi,
Na hi zakhmo ka paimana tha.
Rone ki Wajah na thi,
Nahi hasne ka bahana tha.
Ab nahi rahi wo zindgi,
Jaisa bachpan ka zamana tha.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.